Nhi Nigah Main Manzal To Justjo Hi Sahi
Nhi Wisaal Mayassar To Aarzoo Hi Sahi
Faiz Ahmad Faiz
Or Bhi Dukh Hain Zamany Main Mohabbat K Siwa
Rahtain Or Bhi Hain Wisaal Rahat K Siwaa
Faiz Ahmad Faiz
Qurb K Na Wafa K Hoty Hain
Jhagry Saary Anaa K Hoty Hain
Faiz Ahmad Faiz
Yeh Aarzi Bhi Badi Cheez Hai Magar Ham Dam
Wisaal Yaar Faqat Aarzo ki Bat Nhi
Faiz Ahmad Faiz
Ham Se Kehty hn Chaman Waly Gariban Chaman
Tum Koi Acha Sa Rakh lo Apny Viraany K Naam
Faiz Ahmad Faiz
Ham Aisy Sada Dilon Ki Niaz Mandi Sey
Boton Ne Ki Hen Jahan Main Khudayan Kiya Kiya
Faiz Ahmad Faiz
Baqi Han Laho Dil Main To Har Ashak Se Paida
Rang e Lab o Rukhsar Sanam Karty Rahn Gay
Faiz Ahmad Faiz
Kuch Din pehly ankhon aagy kia kia no nazara guzry dekha tha
kia roshan ho jati thi gali jab yaar hamara guzra tha
Faiz Ahmad Faiz
Dard itna hai har rag main mehshar barpa
or skonn aisa k mar jany ko jee chahta ha
Faiz Ahmad Faiz
Add caption |
tujh pe othi han wo khoi howi sahir aankhen
tujh ko maloom ha kyon umer ganwa di ham ne
Faiz Ahmad Faiz
Dil na umid to nhi naa kam hi to hai
lambi ha gham ki sham magar sham hi to hai
Faiz Ahmad Faiz
کوئی تبصرے نہیں:
ایک تبصرہ شائع کریں