Dilkash Urdu Poetry

Dilkash Urdu Poetry

Here you will find Best Urdu Poetry , Urdu Ghazal, Love SMS, Motivational Quotes , Islamic Quotes, Funny Jokes and much more.

یہ بلاگ تلاش کریں

جمعرات، 18 جولائی، 2024

بدھ، 28 جولائی، 2021

duniya k sitam yad na apni hi wafa yad

جولائی 28, 2021 0
 duniya k sitam yad na apni hi wafa yad

منگل، 27 جولائی، 2021

bethny kon deta hai phir usko jo tery aastan se otha hai

جولائی 27, 2021 0
 bethny kon deta hai phir usko  jo tery aastan se otha hai


 bethny kon deta hai phir usko 
jo tery aastan se otha hai

youn othy aah us gali se ham
jaisy koi jahan se othta hai

 Mir Taqi Mir

 بیٹھنے کون دیتا ہے پھر اسکو
جو ترے آستان سے آٹھتا ہے

یوں اٹھے آہ اس گلی سے ہم
جیسے کوئی جہاں سےآٹھتا ہے۔

hai mushaq sakhn jari chuki ki mushaqat bhi

جولائی 27, 2021 0
  hai mushaq sakhn jari chuki ki mushaqat bhi


  hai mushaq sakhn jari chuki ki mushaqat bhi 
ik taraf tamasha hai hasrat ki tabiyat bhi

jo chaho saza dey lo tum aur bhi khul khelo
par ham sey qasam le loki ho jo shikayat bhe 

Hasrat Mohani 


ہے مشق سخن جاری چکی کی مشقت بھی
اک طرف تماشا ہے حسرت کی طبعیت بھی

جو چاہو سزا دے لو تم اور بھی کھل کھیلو
پر ہم سے قسم لے لوکی ہو جو شکایت بھی 


جمعہ، 9 جولائی، 2021

juadaiyon kay zakham dard zindagi ne bhar diye

جولائی 09, 2021 0
 juadaiyon kay zakham dard zindagi ne bhar diye

nasir kazmi 2 lines

 juadaiyon kay zakham dard zindagi ne bhar diye 
tujhy bhi nened agai mujhy bhi sabar agya
Nasir Kazmi 



جدائیوں کے ذخم درد زندگی نے بھر دئیے
تجھے بھی نیند آگئی مجھے بھی صبر آگیا

to chala gya mery hamsafar zara dekh mur k to aik nazar

جولائی 09, 2021 0
 to chala gya mery hamsafar zara dekh mur k to aik nazar

2 Line Urdu Poetry,Parveen Shakir,Musafir

 to chala gya mery hamsafar zara dekh mur k to aik nazar
meri kashtiyan hain jali hui , tery sahilo sy zara pary


تو چلاگیا میرے ہمسفر ذرا دیکھ مڑ کےتو اک نظر 
میری کشتیاں ہیں جلی ہوئی تیرے ساحلوں سے ذرا پرے
پروین شاکر

Teri Mehfil ko khuda rakhy abad tak qaim

جولائی 09, 2021 0
 Teri Mehfil ko khuda rakhy abad tak qaim

Teri Mehfil ko khuda rakhy abad tak qaim

 Teri Mehfil ko khuda rakhy abad tak qaim
ham to mehman hain ghari bhar k , hamara kia 

تیری محفل کو خدا رکھے اب تک قائم
ہم تو مہماں ہیں گھڑی بھر کے، ہمارا کیا

فیض احمد فیض